Saturday, May 20, 2017

UP Bord Ya Kise Vi Bord Ka Online Result Kaise Check Kare

Hi friends welcome to nice gyan..Friends aaj is post me ham janege ki india ke kise vi state ka board exam result  kaise check kare. Dosto aaj ke samay me agar aap paise dekar apna or apne kise friend / family ka result check karwane ke liye line me ghanto khade rahte hai to so sad actually aap aaj ke tem me etna chota chota kam koi vi easily kar sakta hai bas jarurat hai to thodi si jankari ki mai apko es post me 4 yesi website batauga jispe jakar aap ashani se kise state ke rahane wale hai usme se apna state choose karke result check kar sakte hai..

    

UP Bord Ya Kise Vi Bord Ka Online Result Kaise Check Kare .


Yha mai 4 website ke bare me batauga jo laghbhag same hi work karti hai jha aap apna result easily check kar sakate ho  by roll number apko jo site easy lage uspe jakar -aur interface pe hi india ke all state show hoga usme se aap jis state ke rahne wale ho usko choose karke aur apna roll no dalkar aur result check kar sakte ho example ke taur pe mai apko step by step kuch image ke sath samghane ki kosis karta hu ..


1. Sabse pahle apne browser me indiaresult.com type kijeye .

2. Indiaresult.com Ka  interface kuch es tarah open hoga esme apko india ke sabhi state ka name dekhai dega esme apko apna state choose karna hai jaise mai utter pardesh choose kar rha hu .

indiaresult interface image


3. Bas ab jo new page open hoga usme apse apka roll number dalne ke liye kha jayega apna roll number dalkar submit pe click kae de apka result apke samne hoga..

Yaha kuch website de rha hu kise pe vi jakar aap result dekh sakte ho.

  1. IndiaResults.Com
  2. m.JagranJosh.Com
  3. Results.Gov.In
  4. ExamResults.Net


Yha niche diye gye state name pe click karke  aap direct apna state choose karke result check kar sakte ho .. 

Frineds kuch logo ka saval hai ki mai 2012 or kise dusre year ka result kaise check kare so mai unse kahna chauga ki uske bare me jald hi ak post karuga jisme mai apko batauga ki kaise aap kise vi sun me exam pas kiye ho result dekh sakte ho ..

friends agar apka koi saval hai to comment me puch sakte ho mai apki jaruar help karuga..

2 comments: