Hello Friends yaha ham janege ki Mobile Or Computer Se facebook Friend List Kaise Hide kar sakte hai. Ye to ham jante hai ki facebooke duniya ka sabse bada social media network hai jispe ham apne apne hisab se use karte hai koye intertenment ke liye to koye business ke liye to koye saukh ke liye.
Lekin chahe ham kise vi wajah se facebook use karte ho lekin sabki apni pravicy ki padi rahti hai kuch log ni chahte ki hamari friend list or hamari koye parasnal information dusra koye anjan log na dekh ske.
Lekin chahe ham kise vi wajah se facebook use karte ho lekin sabki apni pravicy ki padi rahti hai kuch log ni chahte ki hamari friend list or hamari koye parasnal information dusra koye anjan log na dekh ske.
Agar ap vi apne friend list ko sabse hide karna chahte ho to mere sabhi step follow kre.
Friend list ko hide karna bahut hi ashan hai lekin agar computer se hide kar rahe ho to, lekin agar mobile se Friend ki list hide karna chahe to paresani hoti hai kyoki mobile me friend list hide karne ka option ni dikhta hai. Mai yaha dono tarika ak-ak karke batauga Computer or mobile se Facebook friend list kaise hide kre.
· Agar aap mobil se apna friend list hide karna chahte ho to apko opera meni use karna padega kyoki facebook apps me ya kise mobile version apps broweser me friend list hide karne ka option nahi dikhta hai. Aur opera meni hame wo sab fichar deta hai jo computer me internet use karne pe milta hai. Agar apke android mobile me opera meni install nahi hai to yaha se abhi install kre click kre.
Mobile Se facebook Friend List KaiseHide kre.
Mobile Se facebook Friend List KaiseHide kre.
Follow My Step -
- Opera mine me facebook log in kre phir Menu pe click kre.
- Phir friend pe click kre.aur open kro
- Ab ap ki friend list open ho jayegi ab ap side me upar dekhege es tarah ka likha hoga. Who can see your friend list “Sarvajnik” Uspe click kre.
- Aur jo page open hoga usme “Only Me” Pe click kre. Aur ok kar de bas ab apki friend list hide ho chuki hai.
I
- Freinds Agar ap computer se friend list hide krna chahte hai to ye step follow kre.
2. Uske bad jo windo open hogi usme only me pe click kre aur done kar de bas ab apki fiend list dihe ho chuki hai.
Ye vi Padhe
Agar ap chahte ho ki ham jab vi koye new post kre aur uski jankari apko mile to apne Email id sabse niche diye huwe Email subcribar box me dal kar saubmit button pe click kre aur apna email chek kre uspe ak massage aaya hoga use canfarm kare
thanks.
No comments:
Post a Comment