Hi friends welcome to nice gyan.. Friends es post me ham bat
karege ki Deleted File, Image, Video Or Data Wapas Kaise Laye ya recover kaise kare . Aksar ham
sabke sath yesa hota hai ki apne phone se galti se koi image, file ya koi vi
important data delete ho jata hai jise ham bahut kosis karne ke bad vi wapas
nahi la pate.
but aaj es post me mai apko yesa tarika batauga jiski help se aap
deleted data recover kar sakte ho bilkul waese jaise computer me galti se
deleted file ko recycle bin se restore kar liya jata hai..
Most Read This -
Mobile se Deleted File, Image, Videeo Or Data Wapas Kaise Laye Ye Apps Kam Kaise Karta Hai.
Sabse pahle mai apko bta du ki ye kam kaise karta hai hame
apne mobile me ak apps install karna padta hai ye aaps waise hi kam karta hai
jaise computer me recycle bin kam karta hai jaise hi ham apne android mobile se
koi video, file ya data delete karte hai wo turant es aaps me aa jata hai jaha
se aap esko restore kar sakta ho.. aayiye aab mai apko sabhi information detail
me samghata hu ..
- ये भी पढ़े - अलंकार किसे कहते हैं?
Deletd file ko wapas recover kaise kare Dumpster Se.
1.
Sabse pahle play store me jaye aur search box me
search kare dumpster aur sabse first pe jo apps ayega download karke install
kar le .. Niche diye link se vi Us apps
ko download kar sakte hai ,
2.
Install hone ke bad usko yese hi chor de aab aap
apne file manager or gallery me jakar koi image or kuch vi delete kar de fir es
aapps ko open kare Dumpster ko aab aap dekhege ki aapki delete hui data esme
dikha de rahi hai jise aap ashani se restore kar sakte hai restore karte hi ye
file wahi chali jayegi jaha se aapne delete kiya tha .
Friends ye post kaise lagi comment me jarurur bataye agar es Post se related koi saval ho to comment me puche aap mughe Facebook,
Instagram, Twitter pe follow vi kar sakta hai aur nice gyan ka facebook page vi jaruar like kare jisse
apko sabhi new latest post ki information apko milti rahe
Most Read This.
Thanku Friends..
Nice information
ReplyDelete